AWA

Yaaron Aisa Hai (From "Rangrezz")

0
0
  • 2016.07.15
  • 4:57
AWAで聴く

歌詞

Haan kabhi hum na haarenge Kabhi na haarenge Hum sabhi tumko maarenge Aankhon mein sapne hain Sapnon mein aashayein hain. Aashayein kehti hain Kaanton mein gul aaye hain Khil ke woh muskaaye hain Yaaron aisa hai, apna yarana Saath hi jeena hai, Saath hai mar jaana Har mushkil se hai humko takrana! Jo socha hai woh, ab woh hai pana O. aaye andheron ki duniya se Hum ujaalon mein, Yaaron aisa hai Humne banaai apni jannat Apne khayaalon se, Ho. chaand taaron ko kisi din Hum yahaan le aayenge Ho. dhundhli dhundhli raah mein Noor ban jaayenge Yaaron aisa hai apna yarana Saath hi jeena hai, Saath hai mar jaana Haan. hum to aise parinde jo Naa rokenge udaano ko Hum to aise jhuka denge Dharti pe aasmaano ko Ab to aage hi badhega Har kadam apna Ho. door kitni bhi ho manzil Ab naa hai thakna. aa. Aankhon mein sapne hain Sapnon mein aashayein hain. Aashayein kehti hain Kaanton mein gul aaye hain Khil ke woh muskaaye hain Yaaron aisa hai, apna yarana Saath hi jeena hai, Saath hai mar jaana Har mushkil se hai humko takrana! Jo socha hai woh, ab woh hai pana Yaaron aisa hai, apna yarana Saath hi jeena hai, Saath hai mar jaana Har mushkil se hai humko takrana Jo socha hai woh, ab woh hai pana

このページをシェア

C.S. Babu/Salim Sadruddin Merchantの人気曲

C.S. Babu/Salim Sadruddin Merchant
の他の曲も聴いてみよう
AWAで他の曲を聴く
はじめての方限定
1か月無料トライアル実施中!
登録なしですぐに聴ける
アプリでもっと快適に音楽を楽しもう
ダウンロード
フル再生
時間制限なし